Sukanya Samriddhi Yojana Prdhan Mantri Shree Narendra Modi ji ne suru ki hai, jo ki ‘Beti bachao Beti padhao’ Abhiyan ka ek hissa hai. Is yojana me Account khol kar sabhi Mata Pita apni ladki ke liye Paisa Bcha Sakte hai. 9.2% yearly Interest ( वार्षिक ब्याज ) ke sath 2015-16 ki yah Sarkari Yojna Sabse jyada Benefit ( लाभ ) dene wali yojana hai. Aap yaha Government Scheme Sukanya Samriddhi Account ki jankari hindi me jan sakte hai.
Sukanya Samriddhi Account Kiya Hai
Ye yojana puri tarah Balikawo ( बालिकाओं ) ke liye hai. Jinki age 21 hone ke bad account ka pura paise mil jata hai, taki unki shadi aur padhai likhai ka kharcha ka bojh mata pita par na padhe. Koi bhi apni beti ke liye khata khulwa kar 1000 par month 14 year tak dalta hai, to usko 9.2% Byaj (ब्याज ) se ladki ke 21 year ka hone par 6,07,128 rupaye milenge. Jubki 14 years me khate me total 1.68 lakh hi dale gaye, baki ka 4,39,128 interest ka mila hai. ye puri tarah Tax Free Yojana hai.
Sukanya Khata Kholne Ke Rules
1. Yah account ladki ke name se uske Mata-Pita ( अभिभावक/संरक्षक ) ke dwara khola jata hai.
2. Ladki ki 0 se 10 year tak ki umrra ( उम्र ) me khola ja sakta hai.
3. 1 ladki ke name 1 hi account khol sakte hai. 2 ladki hai to 2 account khulwa sakte hai.
4. Agar 1 ladki ke bad dusri judwa ladki hoti hai to Medical Certificate de kar 3 khata khol sakte hai.
5. Ladki ke 10 years ke hone ke bad wah khud is khate ka Sanchalan kar sakti hai.
Sukanya Account Kaha Aur Kaise Khole
Also Like :- Pradhan Mantri Ujjwala Yojana Se Gas Connection Lene Ke Liye Apply Kaise Kare
Sukanya Samriddhi Account ko aap apne pass ke kisi bhi Post Office ( पोस्ट ऑफिस ) ya niche diye gaye Bhart ke kisi bhi Bank me jakar khulwa sakte hai.
Bank Name :-
1. State Bank of India
2. Bank Of Baroda
3. Punjab National Bank
4. Bank Of India
5. State Of Bikaner Of Jaipur
6. Andhra Bank
7. Allahabad Bank
8. Axis Bank
9. ICICI Bank
10. etc.
Sukanya Samriddhi Yojana Account khulwane ke liye 2 document jink jarurat hai.
1. Ladki ka Birth Certificate ( जन्म प्रमाण पत्र )
2. Abhibhavak (अभिभावक), Mata Pita ke Adhar Card ya Voter ID Card
Sukanya Samriddhi Yojana Account Khulwane Ka Application Form
Sukanya Samriddhi Yojana me Account khulwane ka Application form online uplabdh hai, aur aap jaha khata khole waha se bhi milega.
Also Like :- Prdhan Mantri Mudra Yojna kiya Hai Aur Loan Kaise Le
Sukanya Samriddhi Scheme Help Line Number
Sukanya Samriddhi Scheme se relate koi bhi jankari ya Compalan ( Sikayat ) ke liye sarkar ne Tollfree Helpline Number ki surawat ki hai, Agar apka koi sawal ya information leni hai to is number par contect kare-
1800 223 060
apne itna kuch dala post kiya usse badhke aur khusi hogi sir jee thnx always god bless you
Sir Sukanya account ka balance apne ph msg. K duwara dekh sakte h
nahi
Sir mai 1 Baat se confuse hu ki ssy yojna mai paisa kab milta hai khata kholne ke 21 saal Baad ya ladki ki umar 21 ho jayegi tab.
Or 18 saal Baad agar ham ladki ki sadi karte hai to pura paisa mil jayega kya
Sir plz tell me
ladki ki umar 21 ho jayegi tab apko pura paisa milega usse pahle aapko nahi mil sakta
how to pay online
agar apne bank me yah khata khulwaya hai to online kar sakte hai….agar dakghar me khulwaya hai to apko dakghar jakar hi pay karna hoga.
मुझे उम्मीद है कि इन दो तालिकाओं की मदद से मेरे को यह तय करने में मदद मिलेगी कि मै इस योजना का लाभ लेना चाहता हू ताकि मेरी लड़की की शादी और / या उच्च शिक्षा लक्ष्यों को प्राप्त कर सकें।
Hello sir muje y pychna h ki jb hme paise deposit krane honge to jo iska account holder hoga use hi paise jama krwane jana hoga ya koi b ja skta h jma karwane
koi bhi ja sakta hai.
F
Sir kya mai month mai yah do month mai kitna bhia deposit karwq sakta hu …mujje ye pta h k 1.5 lkh year mai aur kamskam 1000 karwane h .par mujhe ye jaanna h k monthly deposit karana fix amount jaruri h ya nhi .
????
ha kitna bhi kisi bhi month me deposit karwa sakte hai.
Sir kya mai month mai yah do month mai kitna bhia deposit karwq sakta hu …mujje ye pta h k 1.5 lkh year mai aur kamskam 1000 karwane h .par mujhe ye jaanna h k monthly deposit karana fix amount jaruri h ya nhi .
????
aap ek years me kabhi bi kisi bhi mahine kitna bhi deposit karwa sakte hai.
Sir abhi suknya yojna me kitna intrsat mil raha ha
jo pahle mil raha tha wahi mil raha hai.
Abhi kitna intrst ha ha or kya yehi interst last tak rahega ya badega ya ghatega
nahi ye sam hi rahega isme kuch change nahi hoga.
Kya 10 year of 6 month ki ladki ka account khul sakta h
10 saal 6 mahine ki ho chuki ladki ka account khul sakta h
ha khul sakta hai aap apply karo.
Sir mera 2 ladky hai ek 2 manth ka ek 7 year ka hai kaun SA ladke ka s s y theik rahega
sir ji
mujhe aap se ek jankari lena hai ki mai is yojana ka paisa lagatar jama kar rha tha aur bich me post office me problem ke wajah se paisa jama nahi ho paya hai lagabhag do saal hone ko aya hai , aage jama hoga ki khata band ho jayega. please suggest sir,
आपका अकाउंट बंद नहीं होगा जब भी आपको पैसा जमा करना होगा 50 साल के हिसाब से पेनल्टी देनी होगी.
Sir mere bhai ki ladki 2 sal ki hain lekin uska janma USA me hua tha woh abhi india mein wapas aye hain toh hum uska sukanya yojna kar sakte hain kya , ya india mein hi janma hona chahiye aaisa rula hain ?
आपके भाई की लड़की का अकाउंट खुल जायेगा आप आवेदन कर सकते हो.
1800 223 060 YE NUMBER TO LAG NAHI RAHA HAI CORRECT NUMBER DIJIYE JISHE JANKARI MIL JAYE
1800 223 060 YE NUMBER TO LAG NAHI RAHA HAI CORRECT NUMBER DIJIYE JISHE JANKARI MIL JAYE
Hellow Sir,
My dayghter age 10 years 6 months can i open the sukanya account?
MAINE APNI GUDIYA KA ACCOUNT PO ME KHULWAYA HAI MAIN YE JANNA CHAHTA HU KI YE KHATA BANK SE LINK HO JAYE AUR HAR MAHINE BANK SE PAISE PO ACCOUNT ME AATE RAHE.
KAYA YE SAMBHAV HAI
post ofice ka account bank se connect nahi ho sakta aapko khud jakar po me paise jama karane hoge.
Meri ladki 8 year ki hai to hmko kitna year JAMA krna padega sir
aapki ladki ki age jub tak 21 nahi ho jaati tab tak jama karana hoga.
Mene Apni beti ka account sukanya m open kiya hai rate interest 8% hai P. A.. Sir m ye Janna chahta hu ki post office quarterly interest dete hai. 66% se kya हम p. A. Deposit karke 8% calculate kar sakte hai?
Sir
Mujhe ye Janna hai Ki Sukanya Samriddhi Yojna Acount Post Office Ke Kisi Bhi Branch Se Khol sakte hai ya Jaha Nivas Hai Wahi Ke Post Office me Kholna Hai
kisi bhi post office branch se aap Sukanya Samriddh khata khol sakte ho.
sir mujhe apni beti ka naam sukanya samruddhi yojna account me change karana hai maine betike birth cirtificate aur aadhar card pe uska naam change karva liya hai to pleas mujhe naam change karane ki process bataiye
sir mujhe apni beti ka naam sukanya samruddhi yojna account me change karana hai maine betike birth cirtificate aur aadhar card pe uska naam change karva liya hai to pleas mujhe naam change karane ki process bataiye
जहा पर आपने अपनी बेटी का अकाउंट खुलवाया है वहा पर सभी डॉक्यूमेंट फिर से सबमिट कर के नाम बदलवा सकते हो.
Post post office main Khule account ko kya bank account mein transfer kar sakte hain
iske bare me pata nahi hai sory
It has been more than 2 month when i opened account through hdfc bank but passbook not received . can u suggest
Aapko bank jakar pata karna cahiye ki passbook abhi tak kiyu nahi mili.
Sbi suknya samridhi account me online phone pe se paisa transfer ho sakta hai .
nahi.
Sir mene apni beti ka Sukanya samridhi account bank of India me khulwaya hai par us account me mhujse direct deposit nahi karwate or kahte hai is account me aap chek or windrol laga ke jama karwana hoga kya me is account ko post office me nahi karwa Sakta ya khuc esa bataye ki me direct account me jama karwa saku plz sir help me
आप इस खाते को पोस्ट ऑफिस में खुलवा सकते हो.
Sir account band karna padega ya new accounts khulega to automatic 1 account ban ho jayega or me naya account to khulwa Sakta hu ya wahi account rahega
yahi account transfer karwane ki kosis karo.
Sir please help me meri beti ka Sukanya samridhi bank of India se band karna hai ya dusra account agar me post office me kulva Sakta hau
Sir online kaise paisa Jama
kar sakta hai account me
ha ab online paise jama ho sakte hai.
MERI BETI KE NAME ME SIR NEM JESE KUMARI LAGANA HAI SCHOOL BALE ANJALI KUMARI LAGA RAHA HAI TO KYA SHRIF ADHAR ME SUDHAR KARKE HO JAYR GAYEYA YA JANAM PRANAM PATRA ME BHI SUDHAR KARWANA HOGA YA SCHOOL KE ID PROOF SE KO JAYEGA HAM SSB KHATA ME ANJALI SE KHULBAYE HAI SHRIR KUMARI LAGANA HAI SUJHAW DIJIYE
aapko sabhi document me same name rakhna chahiye … baad me dikkat ho sakti hai…abhi bhi wqt hai sabhi document me same name karwa lijiye.