Mere pass aise kai sawal aate hai ki mera is …..version ka phone root nahi ho pa raha hai. Agar aapka smartphone root nahi ho raha hai. To me kuchh android phone root karne ke software and apps bata raha hu inko aap try kar sakte hai apna phone root karne ke liye. Aaiye jaane ki Kisi Bhi Android Mobile ko Root karne le best top 10 Apps konse hai?
Android Mobile Root Karne Ke Software & Apps Ki Jankari – Hindi Me
Agar aapka mobile kisi apps se root nahi kar pa rahe hai to jo mobile root karne ke software & apps ki list me bata raha hu inko jarur use kare i hope in smartphone root karne ka software se aapka android root jarur ho jayega.
List of Apps to Root Android Without PC
1. Universal Androot App
Universal Androot popular app hai is app ko apne mobile me install kar ke phone ko root kar sakte hai. iska download link………… https://www.google.com/?gws_rd=ssl#q=Universal+Androot+latest+version+download+
2. King Root
Android Smartphone ko Root karne ka liye King Root ek best Aplication hai. Kisi bhi phone ko yah bahut aasani se root kar deta hai. Ise apne mobile me direct download karne ke liye yaha click kare… https://root-apk.kingoapp.com/kingoroot-download.htm
3. z4root App
z4root ya ek best or bahut purana apps hai. Isko aap apne smartphone me install kar ke moblle ko rooted kar sakte hai iske liye Pc ki jarurt nahi hai iska download link……https://www.google.com/?gws_rd=ssl#q=z4root+latest+version+download+
4. Iroot
I Root ek best Application hai. Yah Samsung Smartphone ko Root karne ke liye sabse best mana gaya hai. Ye kisi bhi mobile phones ke liye safe hai. Apke mobile ko bahut Easily tarike se root kar dega. isse install karne ke liye yaha click kare… http://www.iroot.com/
5. Unlock Root Software
Unlock root softwear ki madad se phone root karne ke liye isko download kar ke pc me install karna padta hai iska download link………http://www.unlockroot.com/download.html
Also Like:-
- Apni Girlfriend ki mobile Number Ka Call Details History Record Nikale Ka Easy Tarika.
- YouTube Par Account ya Channel Kaise Banaye Janiye.
- WhatsApp Hack Kaise Kare or Personal Data Ya Message Kaise Dekhe
6. SRSRoot Software
SRSRoot Software ki madad se phone root karna bahut esy hai yah har tarah ke phone ko successfully root karta hai iska download link…..http://www.srsroot.com/
7. Vroot
Phone Root karne ke liye vroot Best or useful Application hai. Ye app one click Rooting provide karta hai. Yeh 6.93 mb app kisi bhi Android Device me suppoted hai. Aap yaha click karke apne mobile me install kare…. http://vrootdownload.info/download/#.WfDz0MvhXqA
8. Framaroot
Framaroot App se aap har tarah ke android phone ko bahut kam samaye me root kar sakte hai. isko phone me install kar ke root kiya jata hai iska download link…….http://goo.gl/TVuYgn
9. kingoapp Root Software
kingoapp root software ke top root apps hai yah phone ko root karta hai or rooted mobile ko unroot kar sakta hai. Iska download link………..http://goo.gl/Il0OE6
Also Like:-
- Mobile phone me ek sath 2 whatsapp kaise chalate hai – Tarika.
- Mobile ko projector bana ke parde par video dekhne ka tarika.
- Kisi Bhi Mobile Par Fake Call Kaise Kare Ki Jankari in Hind.
10. Towel Root
Towel Root Android Phone ko Root karne wale Top 10 Apps ki List me aata hai. Isme khash baat ye hai ki kit ket version mobile ko root karne ke liye banaya gaya hai. Any Android device ke sath sath Samsung ke phone me bhi Easily work karta hai. Aap yaha tap kar ke download kar sakte hai…. https://towelroot.en.uptodown.com/android
abhi aapne jana android mobile root karne ke top 10 apps ki jaankari. Kisi wajah se aap apne phone ko root nahi kara hai ya rooted phone ko unroot nahi kar pa rahe hai to in top application ko jarur use kare. Agar kuchh puchhna hai to comment kare. Aapki help karne me mujhe khusi hogi.
Comment:mene root kiya par phone restart karne par waappas unroot ho jata hai. kya ham phone ko permanently root nahi kar sakte.
Kar sakte hai……ek baar root hone par aap phone ko jub tak unroot nahi karenge tab tak autometcly unroot nahi ho sakta.
micromax q340 ka back camera nahi chal raha hai kaise thik hoga